Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDillagi (1978)
HomeDillagi (1978)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


baadal to aaye lehra ke chhaaye o aane wale par tum to na aaye baadal to aaye lehra ke chhaaye o aane wale par tum to na aaye tum zindagi mein kyon meri aa kar goom ho gaye ho aise mujhko bhula kar main pyar tera dil mein saja kar baithi hoon kab se aas laga kar dukh mere dil ke honthon pe aaye o aane wale par tum to na aaye aawaz meri aa jaao sun ke todo na sapne haye mere nayan ke is baar tumse kisi bhi jatan se main raaz apne saare kah dungi man ke khamosh rah ke ye dard paaye o aane waale par tum to na aaye baadal to aaye lehra ke chhaaye o aane wale par tum to na aaye tum to na aaye
main kaun sa geet sunaoon kya gaoon jo piya bas jaaye tere tan man mein khil jaaye soyi kaliyaan haye kaliyaan baharen aaye sooni bagiyan mein yeh kaise achanak bina koyi aahat chale aaye ho tum mere zindagi mein tumhe aaj pakar main sab kuchh bhula kar magan ho ke doobi huyi hoon khushi mein itne hi rang salone haye salone bhar gaye hain mere khali daman mein main kaun sa geet sunaoon kya gaoon jo piya bas jaaye tere tan man mein kabhi tum sahara banoge hamara main ye baat kal tak nahin maanti thi magar aaj kaise yeh lagta hai jaise main har ek janam mein tumhen janti thi lagta hai saari duniya saari duniya dhal gaye hai saj ke jaise kanchan mein main kaun sa geet sunaoon kya gaoon jo piya bas jaaye tere tan man mein
prem hai prem hai prem hai prem hai piya man ki madhur ek bhaawna piya man ki madhur ek bhaawna anbujhi pyaas mein anbujhi pyaas mein ek doobi huyi si kaamna ek doobi huyi si kaamna prem hai aao aaj likhen adhron se adhron par hum aisi kavita besudh apni in saanson mein ghul jaaye jiski maadaktaa sagar ki baahon mein jaise bandhti hai sarita har ghadi aise hi har ghadi aise hi apni baahon mein mujhko baandhna piya man ki madhur ek bhaawna aaj pranay ki is bela mein mera har adhikaar mujhe do main na bhulun tum na bhulo aisa kuchh uphaar mujhe do tum ye anghuthi meri sajni lo svikaar karo kam kabhi ho nahin kam kabhi ho nahin preet ki apni aaraadhna piya man ki madhur ek bhaawana prem hai prem hai prem hai prem hai piya man ki madhur ek bhaawna piya man ki madhur ek bhaawna anbujhi pyaas mein anbujhi pyaas mein ek doobi huyi si kaamna ek doobi huyi si kaamna prem hai aao aaj likhen adhron se adhron par hum aisi kavitaa besudh apni in saanson mein ghul jaaye jiski
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Baadal To Aaye Dillagi (1978) 03:56 16426
 
Poster of Dillagi (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 03:56   Song Number : 16426   

Main Kaun Sa Geet Dillagi (1978) 03:03 13124
 
Poster of Dillagi (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 03:03   Song Number : 13124   

Prem Hai Prem Hai Dillagi (1978) 05:45 12853
 
Poster of Dillagi (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Dharmendra, Hema Malini
Duration : 05:45   Song Number : 12853